How to Track WhatsApp Profile~ kaise pata karen hamari Whatsapp profile kis kis ne dekhi (check) ki hai hindi ?

Hello friends
Agar aap Whatsapp use karte hai to time time par aap apne Whatsapp profile ko update to jarur karte honge jise whatsapp pic (DP) change karna ya status change karna kya aapko aaj tak yh pata chala kabhi ki aap jo Whatsapp profile picture lagate ho usko kon kon dekhta hai ya fir aaj tak kis kis ne dekha to agar aapko nahi pata ki Whatsapp ki profile kis kis ne dekhi hai yah kaise check karen to aap is post ke liye last tak jarur padhe keun ki aaj hum is post mein yahi batane bale hai hame ummid hai aapko yah post jarur pasand aayegi pasand aane par aap is post ko share karna na bhole

waise to whatsapp ne abhi tak aisa koi new feature add nahi kiya hai, jisse ki aap ye pata laga sake ki aapke whatsapp profile picture ko kon kon dekhta hai ya status  kon kon check karta hai lekin aap yah check kar sakte hai third party application ki madad se To chaliye shikh lete hai 

1~sabse pahle aapke liye (whats tracker) app ke liye Google playstore se appko is aapp ko install karna hoga aap screenshot main dekh sakte hai niche


2~install karne baad open karen or terms and condition ko read karne ke baad Agree and continue par click kar dijiye.

3~ terms and conditions par click karne ke baad aapke samne ek menu open hogi usme kuch details fill karni hogi



  • Country- country mein apna desh select kariye.
  • Mobile No- wo mobile number enter kariye jis number se aapne whatsapp account banaya hai.
  • Iske baad Sign inpar click kar dijiye.


  • Enter Your Name – isme aapko wo naam dalna hai hai jo aapne whatsapp account me dala hua hai
  • Gender – Gender mein male ya female select kiye
  • Select karne ke baad LET'S Go par click kar dijiye
Bs ab aapke samne Whatsapp tracker ka interface open ho jayega.
Bs ab aapke same interface open ho chuka hai aap usme dekh sakte hai or unki location bhi jaan sakte hai ki bh khan se hai agar aap Iske paid version Lete Hain to or bhi bahut se option mile jayenge jise is trial version main 7 days mein ek baar yah automatically contact refresh Karega but agar app iska pro version lete hai to aap jb chahe tb contact ko refresh karke dekh sakte hai ki abhi kis kis ne check kiya hai profile

To agar aapki yh is post ki yh jankari pasand aayi to is post ko share karna na bhole 
Agar kisi tarah ka koi sawal ya sujhav hai to comment box mein comment kar sakte hai hum aapke sawalo ke jawab dene ki puri koshish krenge fir ek new post ke shth milte hai 

Thnxxx.

How to Track WhatsApp Profile~ kaise pata karen hamari Whatsapp profile kis kis ne dekhi (check) ki hai hindi ? Rating: 4.5 Diposkan Oleh: Anonymous