blog se paise kaise kamaye ja sakte hai

Hello friends
Aaj hum aapko btane jaa rhe hai ki blogging se kaise paise kamaye ja sakte hai aajkal chahe bah new blogger ho ya professional sab ka sapna hota hai ki kaash hum aapne blog se paise kama pate aajkal bhut se blogger Google par search karte rhte hai blogging se paise kaise kamaye , blog se paise kaise kamaye jate hai , how to make money blogging  or bhut se post mile bhi jati hai internet par bhut uplabdh hai so friends aaj hum aapse is topic par baat karenge aaj ke time me bloggers ki badti tadat ki ek yah wajah yah bhi hai ki blogging me log kariyar dekhne lage hai to dosto sawal yah aata hai ki blogging se kya paise kamaye jaa sakte hai or kamaye jaa sakte hai to kitne kamaye jaa sakte hai kaise kama sakte hai to friends aaj ki post isliye likhe hai is post me blogging se paise kamane se related jankari di hai. Or humko ummid hai ki aapko yah post pasand aayegi

Blogging se kitne paise kamaye ja sakte hai
Haa to friends ab aapke dimag me yah sawal bhi aaya hoga ki blogging se kitne paise kamaye ja sakte hai or yah pata hona bhi jaroori hai kyunki agar hame kaam karne ke faide ke bare me nahi pata hoga ki hame kitna faida ho sakta hai to hum us kaam ko keun karenge to hum aapko bata den ki blogging se koi bhi lakhon kama sakta hai aaj ke time me bahut se aise blog hai jo lakhon me kama rhe hai abhi hindi bloggers ke blog kam hi hai jo paise kama rhe hai lekin jab se Google AdSense ne hindi ko support kiya hai tab se hindi bloggers ki raah aasan ho gai hai

Blog se kis kis tarah se paise kamaye ja sakte hai
Haa to ek sawal yah bhi hai ki blog se kis kis tarah se paise earn kiye ja sakte hai sirf blog banane se paise to aa nahi jayenge to karna kya hoga paise kamane ke liye to aaiye jaanlete hai
1. Ad laga kar paise kamaye ja sakte hai.
Aap Google AdSense ya kisi or ad dene bali kaampni ke ad laga kar paise kama sakte hai isme aapko pay par visitor ya pay par click ke hisab se paise milte hai iske liye aapke blog par roj maximum 1000 visitors hone chahiye tabhi bharpur paise mile paate hai

2. Prchar karke bhai paise kama sakte ho.
Agar aapka blog ek achha blog hai or aapke blog par roj ache views aa jate hai to bahut si kampaniyon aapse CONTACT karengi apne products ka prachar karne ke liye or vo aapke moh mage paise dungi.
3. Aap likh kar bhi paise kama sakte hai.
Agar aapki likhne ki (language) bhasa achchi hai or aap visitors ko rok paate hai kahne ka matlab ki aapki likhi gai post visitors ko pasand aati hai to bahut se kampaniyon aapse CONTACT karengi aapne blog par likhne ke liye or aapki quality ke hisaab se paise dengi

4. Affiliate program se bhi paise kama sakte ho.
Aap kisi bhi aesi compny jo apna business online karti ho uske sath apna affiliate partnership karke paise kama sakte ho aaj market me aisi bahut si kampani hai jo online business karti hai jise Flipkart, Amazon, or bahut si kampani hai jo affiliate program ke dubara paise kamane ka mauka deti hai aap blog banate hi aap first day se hi affiliate program ke jariye paise kama sakte hai


FRIENDS Blog se kamane ke bahut se tarike hai jo mai apne is blog me batata rahunga lekin abhi jo mein tarike vo bata diye hai so friends jald hi mai apni new post ke shah milta houn hame aapse ummid hai ki aapko yah post pasand aaiye hogi to plz is he apne friends ke sath share jaroor karen hamari kisi bhi post se related koi problem ho to aap hamse comment karke puch sakte hai mai aapki jald se jald problem ka solution karunga so plzzzz friends share karna na bhole thnxxxx....

blog se paise kaise kamaye ja sakte hai Rating: 4.5 Diposkan Oleh: Anonymous